ZOHAR WA ASAR ME MUQTADI KIYA SURAH PADHE ?

Sawal :Assalamalikum mufit sahab
khairiyat
mera ek sawal hain jo ke namaz ke talluq se hain
zohor aur asar ki namaz main sureh nahi padayae jate …kya hamain sureh padne chahiye agar hum tabe imam ke hain toh? ya nahi?
(Md Abdul qayyum),

Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,,
Alhamdulillah,
Jab zohar ya Asar ki namaz jamat ke saath padh rahe hoto aysi soorat me imam ke peeche koi bhi surah padhna maslake hanafi ke etebaar se jayiz nahi hai, haa,agar tanha padh rahe hai,to usme sureh padhna wajib hai,
(Al Hidayah,vol/1,pg/120)
plz,,read and share it.

You might also like