10 MOHARRAM KO GOSHT KHANE KA HUKM….

Sawal : ASSALAMUALIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARKATUH MUFTI SAB. DO SAWAL HI
PHUPU KI BETI ST NIKAH JAYEZ HI YA NAHI.
2) 10 MOHRRAM K DIN GOSHT KHASAKTE YA NAHI.
(Asghar Hussain),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
1) Phupu(Walid ki Bahen) ki Ladki se Nikah Jayiz hai.
(Al Hidayah,Vol/1,Pg/239),
2) 10 Moharram ko Gosht khane me koi Haraj Nahi hai,yani Gosht kha sakte hai,kyu ke wo din kayi Fazeelato Wa Barkato per Shaml hai,to us din gosht khane se Gunah Nahi hai,aur us din Gosht Na khane ki koi Daleel bhi Nahi hai,
Haan,Agar koi Na khana chahe to bhi koi Haraj Nahi hai,Per us din Khane walo ko Na Khana kahna bhi Sahi Nahi hai.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com

You might also like