MOHARRAM ME KITNE ROZEH..?

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Moharram me kitne rozeh rahna hai,yani 9 ya 10 moharram ko rozah rakhna ya 10 ya 11 ko…? Wazhat farmaye to maherbani hogi.
(Ghouse Pasha),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Moharram ki 9 aur 10 ya 10 aur 11 Tarikh ko Rozah rakhna Sunnat hai,yani 2 Rozeh rakhna hai,ye inme Nafil Rozeh ki Niyyat karna hoga.
(Sahi Muslim,Vol/1)
Note : is saal yani 2017 me Saudia me Jumahke din 9 aur Haftah(Sat) ke din 10 Moharram hai,aur Asian Countries me Haftah(sat) ko 9 aur Sunday ko 10 Moharram hai,lehaza apni apni Sahoolat se Rozah rakh sakte hain.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like