10 MOHARRAM SE PAHLE GHAR CLEAN…?

Modern style mop being used for cleaning a wooden floor; Shutterstock ID 244788607; PO: today.com

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,

Log kahte hai,aur baaz jagah to ye rivaj bhi hai,ke 10 Moharram se pahle Ghar ko Nahi clean karna kahte hai,to kiya ye sahi hai ?

(Mohammed Shakeel),

Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah,

10 Moharram se pahle Ghar Saaf Nahi karne ko jo kahte hai,wo Sahi Nahi hai,aur iska Islam se koi Ta’alluq Nahi hai,kyu ke Islam ne to Paaki aur Taharat ko Aadha Eiman Kaha hai,

(Sahi Muslim,VOL/1,H,NO:223)

aur Ghar ko aur apne aapko Har din Saaf(clean) karna hai,1o Moharram se pahle ya Baad ka koi Maslah Nahi hai,jitni Nazafat wa Taharat ka khayal karenge Farishteh utne hi ziyadah hazir honge..aur beemariyo se bhi Mahfooz rahenge.

You might also like