14 SAJDAH E TILAWAT KI ADAYEGI

Sawal :Assalamualikum mufti sab,
my ny ek Qur’an shreef Qatam ki hai aur us k 14 sajde jo hai wo ada nhi Kara ……
kyun k baad may use ada Karne k liye……
kya abb my UN sajdo ko ada karsakta hi?????
ada karna hai to kaise ada karna hai …..
kya tamam sajde namaz ki tarha Rabat banad kar sajde karna hai ya direct sajda karna hai bagair rakat bande
aur my Qur’an shareef qatam kiye 20 din hogaye hin…?
(HUSSAIN SHA),
Jawab : Walikumassalam wa rahamtullah,,Quran e paak ke mukammal tilawat ke baad agar sajdah na kare usko baad me kare to uski bhi ijazat hai,usko ada karne ka tareeqah ye hai,ke shuru me khade hokar seedah yani ruku ke baghair ” SAJDAH” me jaye awr ek baad mukammal 14 sajdeh karle uthe baghir to aapke sajdahe Tilawat ke adaygi hojayeghi usme rakat Nahi bandhna chahiye
Yaad rakhe ke tilawat ke kitne bhi din kyu na agar wo baad me sajdah e tilawat ada kar raha hoto wo ada hojayega,
(Al Hidayah,vol/1,pg/164)
plz,,read and share it,

You might also like