2 TIMES NAMAZ E JANAZAH ?

Sawal : Assalamualikum,Mufti Saheb,
Jab Namaz e janazah ek baar padhi jaye to kiya Dobarah padh sakte hai ?
(Md Nemat),

Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Jab Wali(Baap,Dada,ya Mayyit ka zimmah daar) ke alawah shaks Namaze janazah padhaye to Wali ko Namaz e janazah Dobarah padhane ki ijazat hai,
Awr agar pahle Wali hi Namaz e janazah padha de to Ab namaz e janazah dobarah padhne ki ijazat Nahi hai.
(Al Hidayah,Vol/1,Pg/416),

You might also like