3 DIN SE PAHLE GOSHT..?

Sawal: Assalamualikum wa rahmatullahi wa barkatuh mufti sab. Mere dost k chahi ka intekhal hua hi. Aur dost k ghar waale bolre k ghar me teen din tak rotiya nahi banana chulle pe tavva nahi chadana aur teen din tak gosht nahi khana bolre. In teen baat on me kounse sahi hi aur kounse galat. Jazakallahu khair kaseera
(Ek islami bhai),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Shareeat e Mutahharah me 3 Din Tak sirf Ghar walo ko Sog manane ka hukm hai,Na ke Saare Rishtehdaro ko,lekin Roti,Gosht,aur Inteqal ke baad 3 din se pahle bhi Chulla ka ehtemam karna,etc..sab bana kar khane ki ijazat hai.
(Al Hidayah,Vol/2),
Note :Ab Fitrati taur per gham ho aur wo Na khaye to ab unki Marzi lekin shareeat me Mana to nahi hai.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like