4 RAKAT ME SIRF 1 RAKAT IMAM KE SAATH MIL JAYE TO ?

Sawal :ASSALAMO ALYKUM HAZRT,
EK SAWAL HI AGR 4 RIKAT WALI NEMAZ ME MERI 3 RIKT CHUT JAYE OR 1 RIKT IMAM K SATH PAD LENE K BAAD 3 RIKT PADNE JA KIYA TARIQA HI ?
(md danish shaik)
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah.,,agar 4 rakat wali rakat me sirf imam ke saath 1 rakat mile to aysi soorat me 3 rakat is tarah ada kare ke : 1 rakat me surah fateha ke saathe koi surah padh le awr usi rakat me Qadah bhi karle awr tashahhud padh kar 2 rakat me surah pafeha awr koi surah padh le ab qadah na kare balke khade hojaye,phir 3 rakat me sirf surah tateha padhle awr usi rakat me Qadah e Aakhirah me Tashahhud awr Duroode shareef wa dua e masoorah padh kar salam pher le,
PLZ,,read and share it.

You might also like