5 MARTABAH TALAQ KA LAFZ

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,
Ek Shaks apni Saas ke saamne ye kaha ke ” Tumhari Ladki ko Talaq hai ”
Us waqt uski Bivi bhi apni Maa yani is shaks ke saas ke Baazu hi khadi thi to iska kiya hukm hai ?
(Sameer Manzoor),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Aysi soorat me in alfaz ko kahne wale ki Bivi ko “3” Talaq “hogaye,isme kisi qisam ki gunjayish nahi hai .kyu ke Talaq ka Alfaaz zahir hai,agarche wo 5 martabah kyi na kahe sirf 3 hi honge kyu ke shareeat me 5 talaq ki gunjayish Nahi hai.
(Al Hidayah,Vol/1,Pg/90..120..).
Plz..read and share it..for islamic service.

You might also like