AWRAT KA GAWAH BANNE KA HUKM

Sawal :Assalamualikum, mufti sahab kya aurat gawah ban sakti hai.?

(umaid ur rahman),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,,Nikah etc…me gawah ban sakti hai,uskeliye 2 awrate awr 1 mard ka hona hai,

wazeh rahe ke 2 awrato ki Gawahi 1 mard ke bara bar hai.

(sharh ul wiqayah,vol/2,pg/9),
plz,,read and share it.

You might also like