TUESDAY KE DIN NAKHUN NIKALNA ?

Sawal :Assalam alaikum mufti saab ,
sawal Kya tuesday ka din nakun ball cut karna kaisa our tuesday ka din ka islami concept Kya hain ?
(md shareef),

Jawab : Walikuamssalam wa rahmatullah,,Tuesday yani mangal ke din nakhun (nails) nikalne ki ijazat hai,awr mangal ke din ko manhoos samajhna ye islami taleemat me se nahi hai,har din Allah ka hai,koi din kharab wa manhoos nahi hai,

plz,read and share it.

You might also like