CHOOTI HUVI RAKATO ME “SANA” KAB PADHE?

SAWAL: Assalamu alaikum,
Mufti Sahab Jab kisi ki jamat ki namaz ek rakat ya 2 rakat chhoot jai to jab jamat shamil to sana kab padhe ?
(shahzadah malik),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah, jab koi apne chooti huvi 1 ya rakat keliye imam ke salam pherne ke baad khada hota hai,to tab pahli rakat me hi ” SANA ” padhna chahiye,kyu ke ab ye uski chooti huvi rakaato me pahli rakat hai,

plz,,read and share it.

You might also like