DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,43, DAY,Chapter : MASAJID,NAMAZ,

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Jo imam ke saath ek rakat bhi pa liya(yani shamil hona) to usko namaz e ba jamat hasil hogayi.

Dars : is me kayee fiqhee masayil hai,jin me ye hai ke,
imam saheb ko agar qiyam ya ruku ki halat me pale to usko wo puri rakat hasil huvi hai,
awr agar imam saheb ruku se khade horahe the awr aap namaz me shareek huve ya ruku me ja rahe the to tab bhi aapko wo rakat nahi mili hai,usko salam ke baad mukammal karna hoga,
etc,,,,,,,,,,,,,,,,,,

plz,,read and share it.

You might also like