KISI KE BADLE ROZAH RAKHNE KA HUKM?

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Kiya koi kisi ke baleh yani Beta Baap ke Badle ya Beti Maa ke badle,Dost kisi Dost etc.. ke badlehe Rozah rakh sakt hai ? Ya Nahi ?
(Syed Riyaz Ali,Hyedrabad),
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah,
EK Musalman ka Kisi Doosre Musalman ke Badle Rozah rakhna Jayiz Nahi hai,jiska Rozah usi ko Rakhna Farz hai,
Haan,Agar koi Beemar ho ya Zayeef ho jo rozah rakhne ki Taqat Nahi rakh sakta to wo
1 miskeen ko khana khilana hoga.
(Al Hidayah,Vol/2,Pg/123),

You might also like