GHAIR KA WiFi USE KARNE KA HUKM?

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Kiya kisi Ghair ka Wifi use karsakte hai,ya Nahi ?
(Ghause pasha,Hyderabad),
Jawab: Walikumassalam wa rahmatullah,
Jis Maqam per Wifi Zone(Banks,Hotels,Offices etc..) ho to waha Wifi ke use ki Unki hi Taraf se iIjazat hoti hai,to ayse maqamaat per Wifi ka Istemal karna jayiz hai,
Haan,Kisi ka Wifi uski ijazat ke Baghair kisi bhi tareqeh se ho JAYIZ nahi hai,kyu ke kisi ki cheez ijazat ke baghir use karna Jayiz Nahi hai.
(Al Quran,Vol/18,Surah Noor:28),

You might also like