KOI RAHNUMA NA HO TO PHIR ISLAM… ?

salam, hazrat kya koi baccha jesa ke kaii bachhe puth path par peda ho he or wahi apni zindagi bashar karte he,or puri zindagi unki rozi kamane me ya garibi ki wajah se ya koi kharab aadat ke liye usi chizo me bashar ho jati he, or unme talim bhi nahi milti or unhe koi puchta bhi nahi to kya wo talim namilne ki wajah se or koi hadi na pahuchne ki wajah se islam se dur rahe or puri zindagi unhone garibi me or paresani yo me nikali to kya wo jannat me jayenge?
                                   (Salman Ashrafi),
 Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah, Islam ek Aafaqi(universal) mazhab hai,aur iska Her Hukm Insaani Fitrat ke Muvafaq hai,aur Aqal bhi bhi uskk Qubool karti hai,aur islam ke Aqaayidi masaayil jaise Allah ka ek hona,Be Niyaz hona,uska Be Panaah Taqat wa qudrat ka hona ,Rasool ka Allah ki taraf se Hidayat ki taleem dene keliye Aana,ar unki Sahi Rahnumayi karna etc.. Islam ki khusoosiyat me se hai, Aur isme islami qawaneen ki roushni me thosa bhi Ghaur wa fikar karne se Her kisi ko Islam ki dawlat Insha Allah Naseeb hojayegi,to isi islam ko jaan ne keliye,Ghareebi,Mushkile,Kisi Hadi ka Na Aana,Taleem ka Na hona,etc..ye sab baate islam Na lane ki wajah Nahi ban sakti hain,kyu ke uske Paas sab se Badi wa Ahem “DALEEL”
ALLAH KI DI HUVI USKE PAAS ** AQAL** hai,
lehaza wo apni is Aqal se Aasani se islam ki Haqqaniyat ko jaan sakta hai,agar wo Koshish kiye Baghir islam se Musgarraf hyve baghir marjaye to Wo Kafir samjha jayega aur wo Jannati bhi Nahi hoga,kyu ke uane apni Aqal ke zariye Islam ko hasil Na karsaka,jab ke quran Baar Baar Aqal ke Zariyeh Samjne aur sonchne ki taleem deta hai.
                               (Al Quran,Vol/28,Hashr:
You might also like