MAYYIT KO ATAR LAGANE KA HUKM

Assalamualikum mufti sahab
 Ek sawal hi pls jawab zarur de
 Murde ko attar lagaya jata hi aur yeh kis se sabit hi hawale ke saat dijea
       (Abdul Rahman)
jawab :walikumassalam wa rahmatullah,,Murdah ko atar lagane ka matlab Kafan me Etar ka ehtemam karna sunnat se sabit hai,aur Rasool e Akram(sallallahualihwasallam) ne Mayyit ko kam se kam 3 baar atar lagane ka hukm diye hai,
( As sunanul Kubra,Vol/3,pg/405,…eila us sunan,Vol/8,pg/2490)
..aur mayyit aur kafan me atar lagane se zayireen keliye bhi sahoolat ka bayis hota hai,aur baaz mayyito se khoon bhi nikalta rahta hai,to aysi soorat me atar ka istemal sab keliye faidah mand hota hai.
You might also like