AAZMAYISH YA SAZA ?

Sawal : Assalamualaiikum ,Moulana,

Baaz waqt dua qubul nahi hoti aisa kyu ?
Aur koi museebat agai ho toh mlm kise ho ke wo aazmaish hai ya saza?
(Mohammed Noman),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatulla..
Agar kisi ki Dua Qubool Na ho to samjho ke Wo Allah ke Paas Mqabool hai,to Allah ayse Bando ki Dua isliye Jald Qubool Nahi karta hai,take is Bandeh ko Baar Baar Apne Saamne Hazir kare aur Uski Awaaz wa Dua ko sune,
(Tafsser e Nasafi,Vol/4)
●● Gunah ke Baghir Museebat aaye to Samjho ke wo Allah ki taraf se Aazmayish Hai,
Aur Agar Gunah ke Baad Museebat aye to samjah lo ke Wo Allah ki Taraf se Saza hai,lehaza usi waqt Sacchi Taubah karna chahiye.

Plz..Share it to All,For more islamc Visit web site…anwaarulislam,com.

You might also like