ASAR KI CHUTI HUVI 3 RAKAAT ?

Sawal : Assalamualaikum. Mufti sahaab.. Sawal.. Agar jamaat me asar k 3 rakat na mile to kistarha namaaz puri karna chahata?

(Mohammed Tanveer),
jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
agar koi Asar ki Namaz me aakhiri rakat me shamil hojaye yani uski sirf ek rakat asar ki mili awr teen 3,rakat nahi mili to aysi soorat me imaam saheb salam pherde to us ke bad jab ye ye shaks apni namaz mukammal karne lage to pahli rakat me surah fateha ke bad koi surah padhle awr pahli rakat me 1yani pahla Qadah karle,
awr baqi 2 rakat me pahli rakat me surah fateha ke bad ek doosra surah milale awr
akhiri rakat me ab surah fateha ke bad koi surah na milaye balke ruku ke bad QADAH karke salam pherle istarah namaz mukammal karle .
(Sharh ul Viqayah,VOL/1),
Plz…Share it to All,for more visit our islamic web site….anwaarulislam,com

You might also like