HADYAH KIS HALAT ME KARVAYE ?

Sawal : Assalamu alaikum mufthi Saheb ek chota sa sawal vastadh haize (period)ke halath me shagirdh ka hadiya kara skate Kya our hadiya ka tareeqha bataiye ?

(Abdul Khader),
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah,
Hadyah me Ustad shagirdah ko Quran ki chand makhsoos ayaat aur Dua padhate hai,aur Baaz ke paas kuch alag tareeqah bhi rahta hai,
Lekin ye Hadyah Karwana Islam me wajib Nahi hai,Balke Mustahab hai,koi Na kare to gunah bhi Nahi hai,
Haan,Haiz ki Halat(Na Paaki ki Halat) me Hadyah Nahi karana chahiye kyu ke usme Qurani ayaat bhi padhayi jaati hai,to is Halat me Quran padhna Mana hai,aur Gunah bhi hai.
(Al Binayah,Vol/1)
Lehaza Paaki ki Halat me padhaye to Qurani Ayaat ki Barkat bhi insha Allah Naseeb hogi.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like