GHAR ME NAMAZ KI JAMAT KA HUKM

Sawal : Assalamualikum,Mufti Saheb,
Hamara Ghar masjid se door hai,to kiya hum ghar me jamat se Namaz padh sakte hai ?
Awr imam koun bane ?
Uske sharaayit kiya hai ?
(Imran Khasim),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Masjid Aapke Ghar se itni Door ho ke Aane jaane me kaafi Mashaqqate ho to aysi Soorat me Aap apne Ghar me Namaz Tanha padhne se behter hai,ke aap Ghar me Jamat se Namaz padho,
Awr tum me koi aysa shaks ” Imam ” bane jo Namaz ke arkaan wa Ahkaam ko janta ho,
Quran ki kuch Soorate yaad ho,
Ye waqti taur per hai,Hamesha ghar me padhna Nahi hai,balke Masjid me padhna hai.
(Al Hidayah,Vol/1,Pg/234),

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like