NAMAZ E TAHAJJUD ME SURAH ?

Sawal : Assalamualaikum,Molsub.

Thajudd k. Bare me nafil. Hai ya sunnate muakkida hai aurr usme sure iqlas hi padna hai ????
(Ahmadi Begum),
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah,
Namaz e Tahajjud ke Padhne ka Hukm “SUNNAT E MOAKKADAH” hai,Lekin Jab Niyyat kare to NAFIL NAMAZ ki hi Niyyat karna hai,
Aur usme Jo Surah yaad ho wo Surah padhna hai,Surah Ikhlaas hi padha Zaroori Nahi hai.
(Umdatul Qari,Vol/1)
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site…anwaarulislam,com.

You might also like