SOCKS PER NAMAZ ?

Sawal : Assalamu alaikum Molana ye socs pahen k namaaz padana kaisa hai(Paitabe) ?
(EK ISLAMI BHAI)
Jawab :Walikumassalam wa rahmatulla
Socks agar paak ho to usko pahen kar Namaz padhne me koi Haraj Nahi hai.yani padh sakte hai,
Haan,agar Na Paak ho to Nahi padh sakte.
(Al Hidayah,Vol/1)
Note : Is daur ke Socks per Wazu ke waqt Pair dhone ke bajaye sirf masah karle to Wazu nahi hoga,jab wazu nahi hoga to Namaz bhi Nahi hogi.
Plz..Share it to All,for more visit our islamc web site..anwaarulislam,com.

You might also like