*** QAZA E UMRI KA HUKM ? ***

 

Sawal :Qazay e Umry ke naam se jaane jane wali namaz ki koi Haqeeqat hi (jo Do 2 rakat zindagi ki saari qaza namazo ke liye kafi samjhi jati hai) ?
(Zareen begam)

Jawab : Qaza e Umry Namaz ki koi Haqeeqat nahi hai,kyun ke khud Rasoolullah (sallallahualihiwasallam) ne jang e Qandaq ke mauqe per Chuti hui saari namazon ki Qaza farmayi aur ye Ummat ko Taleem dena maqsood tha,to ye chuti hui namazo ki Qaza kerlene ki Daleel hai na sirf naam ke Do 2 rakato per iktefa karlene ke .
(Noor ul Anwaar,Vol/1)
Note :Baaz Log 2 Qaza e Umri ke Qayil bhi hai,

You might also like