APAS ME EK DOOSRE SE BAAT NA KARNA

Sawal : Assalamualikum, mufti sahab,
agar insan kisi shakhs k sath baat karna chod dhay to us kaliye shar4at mai kya hukm hai ?
(umaidur rahman),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Islam ek Aysa Mazhab hai,jo apne her hukm wa Amal me doosro se mohabbat wa tamaddun(mel milap) awr salamati ki taleem deta hai,to jaha ta ek shaks doosre shaks se baat wa guftagu karna chod deta hai,to wo shaks qati yani talluqaat ko todne wala samjha jayega ,to ayse shaks pwr se ALLAH ki Rahmat door hojat hai,awr Hadees me to yaha tak aya hai,ke talluqaat ko todne wala shkas JANNAT me bhi dakhil nahi hosakega,,(ALLAHU AKBER KABEERA ),
(Zujajatul Masabeeh,vo/4,pg/92),
plz,,read and share it.

You might also like