AWRAT (LADIES) KA SAR (HEAD) KE BAAL KATNE KA HUKM

 

Sawal : Assalamualikum, Mufti saheb,
kiya awrat apne sar(head) ke baal kaat sakti hai ?
agar uska shohar uski ijazat de to tab uska kiya hukm hai ?
(md ghuse ,sholapur),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Islam me Awrat (ladies) ka apne sar ke baal kaatna (cutting) awr baalo ko chota bada karna “jayiz Nahi hai,
agar koi awrat apne sar ke baal kate,ya chote kare to wo “GUNAHGAR” Hogi,awr usper ALLAH ki “” LANAT”” nazil hogi ,
haan ,agar uska shohar (Husbend) uski ijazat de to tab bhi baal kaatna Jayiz nahi hai,yani ” Haram” hai.
(Durr ul Mukhtaar,vol/5,Pg/261),

plz,,read and must share it.

You might also like