AZAAN E SAANI KA JAWAB AUR DUA..?

Sawal :Assalamualaikum mufti sahab,

jumah k donou qutbou k darmiyaan joo azaan hoti hai oska jawab dena chahiye yaa nahi,2.donou qutbou k darmiyaan dua haath outha kar karey yaa sirf dil me dua karley,rahnumayi farmaye,jazakallah
(Iqbal Khan),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Jumah ke Din Azaan e Saani ya Khutbah se pahle ki Azaan ka Jawab dena Wajib Nahi hai,
2) Dono Khutbo ke darmiyan Dua ke qubooliyat ka waqt hota hai,to ab dua Dil me bhi karsakte hai,aur Haath utha kar bhi dua karsakte hai,
Lekin Haath utha kar dua karne me Bandeh ki Aajizi zahir hoti hai,
(Sharh ul Wiqahai,Al Binayah,Vol/2)
Plz..Share it to All,for more visit our web site..
anwaarulislam,com.

You might also like