BACHPAN ME ZAKHM LAGE JANWAR KI QURBANI..?

Sawal : Assalamu Alaikum Mufti Sahab..
Mera sawal ye hai ki..
Mere Dost kan Ek bakra hai jisku bachpan me thoda Mar laggaya tha aab bilkul fit hai koee zakhm vagheyra bhi nhi hai bas *thodi joint ki haddi cross hai* Chalne or Bhagney me kuch faraaq nhi hai bilkul normal hai…
Kya iski qurbani DE sakhte ya nahi?
Jazak Allah Khair
(Mohammed Abdullah),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Wo Janwar jo Bilkul Chal hi Na sakta ho ya Jo Ayib khatam hi Na ho sakta ho Jaise Seengh hi Na ho ya Pair hi Na ho etc..,to Ayse janwar ki qurbani ki ijazat Nahi,lekin aapne jo Soorat aur janwar ke bare me bataye hai,uski Qurbani Jayiz hai,kyu ke wo Sahi wa Salim hai,jabke chalne me bhi koi farq Nahi hai,lehaza us janwar ki qurbani de sakte hain.
(Al Binayah,Vol/2),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like