BAGHIR WAZU SE QURAN KO CHUNA AUR GHAIR MUSLIM KA HAATH LAGANA..?

Sawal : Assalamu alaikum,Mufti saheb
Baghair wazu ke quran pak ku my haath me liya aur Use gair muslim bhi haath lagaya isse kuch hota Kya?
Aur kuch padna ya kya karna chahiye
Jawab ; Walikumassalam wa rahmatullah..
Quran e kareem ko baghair wazu se Nahi chuna hai,Quran e kareem ko Wazu ki Halat me hi Chuna hai,
لَّا يَمَسُّهُۥٓ إِلَّا ٱلْمُطَهَّرُونَ
(Al Quran-Al-Waqi’a : 79),
agar ghalati se Chu(touch) karde to Taubah karlena kaafi hai,koi Kaffarah dena Nahi hai,aur Agar Ghair Muslim touch kiye to us keliye Hidayat ki dua karna hai,
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like