*** CHAHRAH(DADHI)AWR PARENTS ?!! ***

Sawal : Assalanualikum,Mufti Saheb,
Charah (Dadhi) chodne keliye Kiya Parents (Walidain) ki Ijazat zaroori hai ?
(Sadik Ghouse),
Jawab : Walokumassalam Wa rahmatullah,
Charah(Dadhi) rakhna ye to ” SUNNAT E MUSTAFA(sallallahualihiwasallam) hai, ye to her Ummati ko Rakhna hai,
Lehaza usko rakhe keliye Walidain ki ijzat Zaroori Nahi hai,kyu ke Nek kaam me kisi ki ijazat ki zarooat Nahi hoti hai,
Agarche Nek kaam se koi Na Raaz hi kyu na hojaye .
(Aqeedatut Tahavy,Vol/1,Pg/208..230).

Plz..Sahre it for Islamic Service.

You might also like