DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,26 DAY,Chapter : SALATH,
Hazrat Abu Hurairah(rz) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : BANDAH jab sajdah me hota hai to wo apne “RABB* ke bohat ziyadah “QAREEB” hota hai,lehaza tum us Halat me Allah se Khoob Dua Maango.
Dars : To Maloom huva ke Allah se qubat ka maqam “SAJDAH ” hai, awr iski tashreeh ye bhi hai ke yaha sajdah se muraad “NAMAZ” hai,bandah jitni pabandi se Namaz padhega utna hi wo allah se qurbat hasil karega.
uski awr ek tashreeh ye bhi hai,ke sajdah se muraad yaha ” AAJIZY WA INKISAARY ” hai,yani bandah jitna apne aapko Allah ke darbar me Kamzor wa Mohtaaj samjhega utna hi wo us aajizy wa inkisaary ki BARAKAT se Allah ke darbar me qurbat hasil karega,,
Aaj Hum apni Dawlat,Gaadi,Taleem,,,etc,,per fakhr wa takabbur karke Aajizy ko chod kar Allah se qurbat ke raaste band karlete hai,,,Afoso,,Afsos,,!!!!!!
Allah hum sabko Apna QURB ata farmaye,,AMEEN..
plz,,read and share it.