DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,37, DAY,Chapter : MASAJID,

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahu anhu) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Jab tum me se koi Namaz padhne lagta hai,to ” SHAITA” us ke paas aajata hai,awr uski Namaz me khalal andazi awr waswaseh dalne lagta hai,to Namazi ko uske Namaz ke rakato me shakk hojata hai,jab aysa ho,to aakhir me 2 sajdah (sajdah sahoo) karlo ,
Dars : Hazrat ye Islam ke Haqqaniyat wa Us’at awr Aafaqiyat hai,ke Bandah wasawaso ke wajah se pareshan hokar kahi ,namaz na tod de isliye aapne uske hall me farmaya ke 2 sajdah sahoo karlo to Allah bandah ke in 2 sajdoh ke barakat se uski saari ghalatiya awr kotahiyaan maaf kardeta hai,
inshallah,,
Note : Namaz me waswaso se bachen keliye ye hai,ke kasrat se
“”
AWUZU BILLAHI MINASH SHAITANIRRAJEEM ”
“” LA HAWLA WALA QUVVATA ILLA BILLAHIL ALIYYIL AZEEM “”

PLZ ,,read and must share it,

You might also like