DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,49, DAY,Chapter : MASAJID,NAMAZ,

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahanhu) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : jamat wali namaz tanha padhe jane wali namaz se 25 (%) feesad fazeelat wali hoti hai,

Dars : jamat se padhi jane wali namaz ke kayee fazayel hai,minjumlah unme se chand ye hai,

>jamat ki barkat hasil hoti hai,
>doosre jamat me shareek buzrug wa nek logo ki wajah se hum jaise gunahgaaro ki namaze bhi qubool hojati hai,
>dil jamayi hoti hai,
>khushoo naseeb hota hai,
etc,,

plz,,read and share it,

You might also like