DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,50, DAY,Chapter : MASAJID,NAMAZ,

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahanhu) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Fajar ki Namaz me Aasman se farishtey Hazir hote hai,

Dars : Kiya fazeelat hia,is namaz ki awr us Namazi ki jo Farsh(zameen) per rah kar Allah ki bandagi karta hai,awr udhar Arsh(aasman) per se farishtey hazir hokar us bandah ki bandagi per “” RASHK”” karte hai,
ALLAHU AKBER KABEERA”
awr us namaz se to din ka aaghaz horaha hia,jo ke din me kamiyabi ki bhi alamat hai,
Allah hum sabko pure namazen padhne ki taufeeq ata farma,,,ameen

plz,,read and share it,

You might also like