DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,58, DAY,Chapter : JUMA’H.

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,ABUL QASIM( Rasoolullha<<sallallahualihiwasallan) ne farmaya : Juamh ke din ek aysa waqt(lamha) ke us din bandah Namaz padh ker ,us waqt Bandah jo bhi dua karta hai,to Allah uski us dua ko qubool farmata hai,

Dars : to jumah ke din us waqt ke bare me wazahat ke saath nahi batayagaya hai,take bandah pura jumah ka din ibadat wa dua me guzarde awe do jaha ke nemate hasil karle,,
lekin baaz ulama e kiram ,,ne uski apne mukashafaat wa mujahadaat se nishandahi kiye hai,take ummat ko faidah hojaye,,
Wo ye hai,ke baaz ne kaha wo maqbool ghadi …….

>DO KHUTBO KE DARMIYAN KE WAQT ME HAI,
>JUMAH KE DIN KI MAGHRIB SE PAHLE USKA WAQT HAI,
etc,,,
Bahrehaal ye Allah ki rahmat ka bahana hai,take apne piyare Rasool ki UMMAT ki bakhshish ka ,,,,,,,to hame bhi chahiye ke is waqt wa lamha kah sahi faidah hasil kare,,,
Allah hame wo maqbool ghadi wa lamha ata farmaye,,,ameen,,

plz,,read and share it

You might also like