DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,59,DAY,Chapter : JUMA’H.

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,ABUL QASIM( Rasoolullha<<sallallahualihiwasallan) ne farmaya : Dino me sabse behtreen din “jumah” ka din hai,awr us din hi Hazrat Aadam (alihissalam) padia kiye gaye,usi din jannat me dakhil kiye gaye,awr usi din jannat se nikale gaye,

Dars : Pida kiye jana ,awr jannat me dakhi kiye jana ye do bate to samajh me ajati hai,magar jannat se nikale jane per behtreen din kisa ?
to uska jawab ye hai,ke usme hikmate kayee batayi gayi hai,jinme ye ke : Wo to *** ZUHOOR E NOOR E MUSTAFA ** (sallallahualihiwasallam) ka ek bahana tha,
awr Insaan me se hi Allah ka khaleefah bhi banana maqsood tha,take logo ke rahe hidayat per la sake awr usi per sabit rakh sake…………

Plz,,read and share it.

You might also like