DOSRO KI JANIB SE SADQAH

Sawal :Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barkatahu ,Mufti Saheb,
agar kisi dost ka sadqa begair dost ki jaankari ke ya begair ijazzat ke utaara ja sakta ?
(sahil),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah ,Agar koi dost apne dost ki janib se uske ilm ke baghir bhi sadqah de to wo sadqah dene ke waqt jiski janib se niyyat karega usi ki taraf se sadqah ada hoga .
(mishkaatul Masabeeh,vol/1)
plz,,read and share it.

You might also like