KACCHA GOSHT KHANE KA HUKM

Sawal : Assalamoalaikumrahmatullhi wa barkatohu hazrat mera ak dost hai aksar jab bhi bakre ka gost lata hun to woh ak do pees kachcha gost khata hai main use mana karta hun ki yeh sahi nahi hai aap hi batayn keya sariyat ki roshni men halal ya haram ya makhruh badi menherbaani hogi ?
(ramzan ali),
Jawab : Walikuamssalam wa rahamatullah,,,HALAL Janwar ka kaccha gosht khana ” sunnat ke khilaf hai” yani ” Makrooh ” HAI.
(Jamiut tirmizy,vol/2,1),
note : ya hazimah keliye bhi takleefdah wa noqsaandah hai,

plz,read and share it,

You might also like