EK MUSALMAN Ko DARANE KA HUKM

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,

agar koi musalman doosre kamzor musalman ko zameeni ya doosre maslah ke baare me baghir sabab ke daratah hai awr dhamkata hai,to aysa karna islam me kaisa hai ?
(md shakeel),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
DEEN E ISLAM Aman wa Salamati awr Usoolon per qayim rahne wa rakhne wala mazhab hai,baghir sabab ke darana wa dhamkana bilkul NA PASANDEEDAH AMAL hai,awr sabab ke saath bhi darane ka hukm nahi hai,balke QANOONI KAARVAYI karne ka hukm hai,musalman ko darane ke baare me hadees me yaha tak aya hai ke ,ek musalman doosre musalman ki taraf ki talwar ya chaqu se sirf isharah ki karta hai to Tamaam farishte us isharah karne wale per “LANATH” bhejte hai .(Allahu akber kabeera).
(jamiut tirmizy,Vol,2,Pg/38)

Plz…Share it to All,For more Visit our islamic web site…anwaarulislam,com.

You might also like