*** ETEKAF ME LADKI KA RISHTAH ? ***

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Ektekaf k daoran ladkewale ay to kuch waqt Nikal kar yani Ladki Etekaf ke kamreh(room) se niakal sakti hai, ? Ya Nahi ?
(Ek islami Bahen),
Jawab :Etekaaf ke waqt Ladke wale Ladki ko Dekhne keliye aye aur unko Ramazan me hi waqt mil raha ho to Ladke walo ko chahiye ke us ladki ko etekaaf ke Room me jakar hi Dekhle,Ladki ko Room me se baher Na nikale kyu ke Ye koi Ahem Sahree kaam nahi hai,jisko Kamreh se nikalna zaroori ho,aur yaha doosra option bhi hai,ke Room me hi ladki ko dikha sakte hai,ya Ramazan ke baad bhi dekh sakte hai.
Etekaf me jo Bahen Baithi hain,unko ye yaqeen rakhna chahiye ke Mai Allah ke Darbar me Hazir huvi hoon,agar ye rishtah Chala bhi jaye to is etekaaf ki Barkat se us se behtreen kayi Rishteh ajayenge,Bus Yaqeen ki zaroorat hai.

You might also like