FARZ NAMAZ ME 2 ALAG SURAH KA PADHNA ?

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,
farz namaz me surah fateha ke baad 2 alag suro ka padhne ka kiya hukm hai,?
 (mohammed shareef),,
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
agar koi farz namaz ke baad ek hi rakat me 2 sureh bhi padhle to uski ijazat hai,us se Namaz nahi toot ti hai,
 (Al Hidayah,vol/1,115),
plz,,read and share it.

You might also like