NAMAZ BA JAMAT ME MOQTADI KI GHALATI KA HUKM

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,
agar jamat wali namaz me moqtadi se kuch ghalati hojaye to kiya usper sajda e sahoo wajib hota hai, /
 (khaja fasihuddin),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
jab namaz e ba jamat me agar moqtadi se kuch ghalati hojaye (wajibaat me) to ab moqtadi per ” SAJDAH E SAHOO” wajib nahi hota hai,kyu ke wo tab e imam ke hai,
  ( Al Hidayah,vol/1,pg/159),
plz,,read and share it.

You might also like