HAJJ AWR GHAREEB LADKI KI SHADI ?

Sawal : Assalamuaale kum mufti sahab kal juma k din ek shaksh n saval kiya k aged kisi hazrat k pas haaj k layak paise hai air dosri trf kisi ghreeb ki ladki ki Shadi hono ho to kiya vo haaj kare y phir us ladki k Shadi..?
(md shahbaz),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Agar kisi ke paas Hajj ko jaane ke muvafaq rupiye hoto us per hajj farz hojata hai,ha agar usko apni ladkiyo ki shadi karna hai,to pahle wo apni ladkiyo ki pahle shadi karna hai,phir baad me hajj ki jana hai,walid per ladko ki shadi karna farz nahi hai,ladke per khud apna nikah karna hai,haa,agar kisi doosre ghareeb ki ladki ki shadi keliye raqam zaroorat hoto ab isper us ki ladki ki shadi karna farz nahi hai,ye apna hajj kare,,haa hosake to us gareeb ki madad zaroor karde,,

haan,,agar ye shaks doosri 2nd baar hajj kar raha hai,to ab ye shaks hajj na kare balke us gahreeb ladki ke shadi me wo paise lagana ziyadha behter hai,kyu pahle hi uska fareeza e hajj mukammla hochuka hai,ab iska ye hajja “NAFIL HAJJ ” samjha jayega,,

plz,,read and share i

You might also like