MARHOOM KI JANIB SE QURBANI KA HUKM

Sawal : Assalamualaikum Mufti Rahmatullah Qadri sab,
mere walda aur Waladin gujar chuke hai unhike naam se qurbani De sakte hai kya ?
(Sadik Pasha )
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,
marhoom yani apne walidain ho ya dada dadi,Nana ,Nani ,bhai,bahen,,etc,,marne se pahle qurbani wasiyyat nahi kare to unki janib se qurbani dena Musatahab hai,yani de bhi sakte nahi bhi de sakte agar de to BEHTER hai,
haan,agar marhoomeen me se koi qurbani ki wasiyyat kare to aysi soorat me qurbani dena ” LAZIM” hai,
(jamiut tirmizy,vol/1,pg/275),

plz,read and share i.

You might also like