HICHKI (HICCUP) KE AANE SE ?

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb.

Kuch Log kahte hai,ke agar Hichki aajaye to koi yaad karte hai,kahte kiya aysa kuch sabit hai ?

(Syed Safiuddin)

Jawab: Walikumassalam wa rahmatullah,

Agar kisi ko Hichki Ajaye to wo uske Badani Moamlaat se aati hai,kisi ke yaad karne se Nahi aati hai,aur Hichki aane per koi yaad kar rahe hai,kahna ye kahi se sabit nahi hai,Bus ye logo ke khayalaat hai,iska haqeeqat se koi ta’alluq Hi Nahi hai.

You might also like