NAMAZ JAMAT SE CHOOT JAYE TO..

Sawal : Assalamualaikum wrwb mufti sahab ap se ek sawal hy ki kayi log kehtey hy ki agar jamat ki namaz chut gyi to namaz khaza hogyi plg iska jawab dijiyega ?

(Syed Safiuddin),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Agar kisi ko Namaz Jamat se Na mile aur us Namaz ka Waqt bhi Baaqi rahe to us ke Baad wo Apni Namaz ada ki Niyyat se padhle,Na ke Qaza kyu ke Namaz ke Qaza kk Niyyay us waqt hoti hai,jabke Us Namaz ka Waqt Khatam hojaye,warna wo namaz ada hi hogi,
(Al Hidayah,Vol/1,Pg/189..235)
Ye jo log aysa kahte hai,wo sahi Nahi hai.

Share it to All,for more Visit web site..
anwaarulislam,com.

You might also like