IFTAR ME DUA PAHLE YA KHANA PAHLE ?? !!

Sawal:Assalamualikum,Mufti Saheb,

Iftar Ke Waqt Dua Pahle Padna Ya Kuch Khane Ke Bad Padna ?
(Mohammed Muneeruddin)
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah
Iftar me Dua se pahle khane aur dua ke Baad khane me Ulama e kiram ka ikhtelaf paya jata hai,
Lekin Jumhoor Ualma e Kiram khusoosan Deccan, Hindustan me aur Arab mamalikke alawah doosre mulko etc.. me bhi Kuch khane se pahle hi dua padhi jati hai,yani
“PAHLE DUA PHIR KHANA”
phir Baad me kuch Khate hai,aur Ye Hadees ke raushni hi me hai,ye Aqal aur Naqal dono ke Muwafaq bhi hai,
(Jamiut Tirmizi,Vol/1,Sahi Muslim,Vol/1)
Baaz Ulama e kiram ke paas pahle Kuch khana hai,aur Baad me dua padhna hai.
Ye Dono me se Pahla Wala Amal ziyadah Munasib hai.
Aur dono me se kisi per bhi Amal kare to Rozah hojata hai.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like