ROZEH ME MISWAK AUR BRUSH KA HUKM ?

Sawal :Assalamualaikum. .Mufti saheb,

Mera sawal hai ??
kya Roze ke Halat me Miswa Ya Brush karsaktey hai kya.? ?
(Mohammed Sahbbir),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Rozeh ki Halat me Miswak karsakte hai,uski ijazat hai,
Ab Rahi Brush ki Baat usme Paste lagane se Zuban per paste ka Mazah(taste) Mahsoos hota hai,aur Kuch Maddah Ghair mahsoos Andaz me pet(stomuch) me bhi chala jata hai,jis se Rozah Toot bhi jata hai,lehaza Brush with paste ke use karne se Rozah toot jata hai.
(Sharh ul Wiqayah,Vol/1,Pg/230)
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com

You might also like