IMAM KE PEECHE TAKBEERO KA HUKM

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,

Imam saheb ke peeche jo wo takbeere kahte hai,muqtadi bhi usko kahna hai ?
Ya Nahi ?
(Iqbal khan),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Imam Saheb ke peeche Wo jo takbeere kahte jaise Ruku ,sajda etc..To un Takbeero ko Muqtadi Ahistah Ahistah kahna hai.
(Kanzud Daqayiq,Vol/1,Pg/3),

You might also like