INSAN KE NAAM YA ZAAT KI QASAM ?

Sawal :Assalam walykum mufti saheb ager koi hume apni khasam dekar koi kaam karne ko bole aur vo kaam karne ka humara bilkul b irada nahi hai aur us shaqsiyat ki khasam ki b hum ko bahut ahemiyat hai.to unki di hui khasam ko todne k lye kya karna chahiye.javab inayet farmaye.jazakallahu khair
( Sareen)
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah
Islam me kisi Insaan ya Maqam ki Qasam ka koi etebar Nahi hai,us qasam ko poora karna bhi zaroori Nahi hai,
Us qasam ka hi etebar hoga jo Allah,Rasoolullah(sallallahualihiwasallam)aur Kalamaullah(Quran e kareem) ne Naam per kahi jaye ya lijaye aur is qasam ko poora karna Wajib hai,
Doosro ke Naam per ligayi qasam hoti hi Nahi hai.
(Sharhul Wiqayah,Vol/2),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like